Kahaani ka main role hai Manjula Mehta ka jo ek 28 saal ki gadrayi hui aurat hai…
Ye hai Manjula jise pyaar se iske ghar me Manju bulate hain.
Kahaani ke naam se hi andaaza ho gaya hoge ki Manju kis baat ke liye mashoor hai….
Haan sahi pehchana..Manju ek aisi gadrayi hui maal hai jiske badan ke kisi bhi hisse ko dekhte hi har mard ki niyat fisal jaayegi…unke man me aise aise kamuk khayaal aayenge jinka natija adhiktar muth pe hi khatam hogi..
Manju dikhne me bala ki khoobsurat hai …gori chitti , kamukta se bhari hui..sangemarmar jaisa badan..kaafi chikni aur mulayam
khaaskar iske kuch baatein jo aur auratein se alag hain..
Sabse pehle iski height…Manju ek asie parivaar se hai jo apne lambai se jaane jaate hain…
Manju ki height 5 ft 11 inches hai jo kayi auraton aur ladkiyon se kaafi jyaada hai…iski is lambai ke baavjood bhagwaan ne jo fursat se ise banaya hai…uska varnan karte karte hi admi jhad jaaye…
Manju ka figure 38D-29-38 hai . itna gadraya shareer lekin Motapa bilkul nahin… iske mamme itne bade aur ekdum masalne laayak hain aur lagta hai ki jitna bhi inko maslo inme aur jaan aati jayegi..
Iske honth itne raseele ki unko chooste hue shahad ko bhool jayenge
Aankhen inti nasheeli aur masoomiyat se bhari hui….
Iske shoulders kaafi broad hain…yaani chaathi chowdi hai….
…aur mammon se leke kamar tak flat se pet jiske beech me ek Naabhi (navel) itni Gehri jisme bus shehed daalke peete hi reh jaayen
Kamar ke donon side acha masal badan..jo kamar se iske nitambon ki unchaiyon ki taraf ka safar ekdum masaledar bana deta hai…
Nitambh ya gaand ki to baat hi mat poncho…ek ek nitamb kisi bhi aadmi ke Poore chehre ko cover karde..jab chalti hai to iske kamar ki lachak se dil machal jaata hai aur iski gaand jo Hilti hai aur jis tarah uper neeche hoti hai ..koi bhi mard usse zor zor se masale bina na reh paye..lekin kya karein bechare…unki itni kismat kahaan
Iski gaand ke neeche iske sexy thighs jinpe sar rake ke puri duniya bhool jaayen..
Manju ki badan ka ek aur aakarshan hai iske lambi taagne..aur iske juicy pair…iski lambai ka kaaran iske taange hi hai….
aur iske feet tho itne mulayam hai jaisen inka itna istemal na kiya gaya ho…
Kul milaakar Manju ek sex ki devi lagti hai aur jisne bli isko dekha hai …Javaan ho ya Budha …apne khayalon me iske saath har kism ka suhagraat mana chuka hai…
Manju ek NRI hai jo ki pali badhi USA me thi lekin pichle 6 Saalon se India me hi hai..
Iski Jyaadatar padhai USA me hi hui hai aur isne India aakar åpna MBA bhi kar liya..
Manju ke nature ke details , uske pasand, na pasand vagairah aane waali kahaani me vistaar me explore karenge..
Story me agle Introduction ko thode vistaar me batane waala hoon…aur is part me jyaada pictures bhi nahi ho sakte …isiliye thoda sa sabr rakhein....
Lekin in sab baaton ko janna bahut important hai kyunki kahaani ke kirdaron ke bartaav aur unki zindagi me aane wale mod par in baton ka bada asar hoga..
Aayie chalte hain kahaani ke doosre kirdaar ki taraf.
Ye hai Abhinav Mehta, Manju ka pati ..dikhne me seedha saadha , an average Indian male…Iski Umar 36 saal hai aur iske age ke hisaab se iska halka sa pet Nikla hua hai aur ye build ke hisaab se bhi average hai…aur pichle kuch saalon me thoda sa weight badh rahi hai iski…
Isse pyaar se ghar pe 'Abhi' bulate hain...
Abhi swabhav se bahut acha hai ..hamesha doosron ki madad karne me aage rehta hai ..apne parivar ke prati apni zimmedari bakhoobi nibhata hai ….
Abhi ke family me iski
Maa Madhavi Mehta 52 yrs
Pita- Jairaj Mehta 61 yrs
aur ek 18 saal ka chota bhai Vedansh Mehta(Ved)
…Jo ek doosre shehar me rehte hain jahaan Ved Apni college ki padhai shuru kar raha hai…
Jairaj ka ek Business hai jo aal kal Abhi sambhal raha hai …
Abhi aur Ved ke age ke difference ka kaaran hai ki Abhi adopted tha jab uske maata pita ki koi santaan nahi thi….
Abhi ka bachpan ek anaath Aashram me shuru hua tha …lekin ek din Dåren aur Madhavi ne iski zndagi ka rukh badal diya isse adopt karke…
Iss wajah se Abhi ko apne Maata , Pita ke prati bahut aadar hai aur woh unko khush rakhne ke liye kuch bhi kar sakta hai
Jairaj aur Madhavi bhi Abhi se bahut pyaar karte hain aur usse sage bete jassa hi bartaav karte hain…
Abhi ne zindagi me apni family ke naam ko aur Aage badhane ki hi koshish ki hai..Padhai me hamesha Aage rehta..koi buri aadat ki taraf iska rukh bhi nahi tha..
School aur college me doston ne iski raah bhatkane ki nakaam koshish ki thi par..jitne bhi distractions aaye ..Abhi apne raaste se bhatka nahin…
Doosri taraf Ved hai jo Bachpan se hi kaafi bigda hua hai..Maa baap ke laad pyaar ne isse kaafi bigaada hua hai…isko paison ki kami kabhi mehsoos nahief hui…jo maangta woh milta…
School me buri sangat me pada hua tha aur ab college me bhi waise hi ladkon ke saath iski dosti ho rakhi hai…
Kai baar Ved ke kartoot school se aur baaki logon se jab pata chalti tho Abhi khud un saari cheezon ko handle kar leta aur apne maata , pita ke paas in baaton ko aane nani data….taaki unko koi thes na pahunche..
Ved ke janam ke baad bhi Abhi ke prati unke parents ka pyaar kam nahin hua…lekin sagi aulaad sagi hoti hai…
Jairaj aura Madhavi ki aankhon me tho Ved utna hi acha hai jitna ki Abhi hai…aur Ved ke prati kuch bhi bura sun nahi sakte ..aur woh kuch bura karga aisa soch bhi nahin sakte…
Ved apne bhai ko pasand karta tha kyunki uski saari kartooton par uska bhai hi parda daalta hai…lekin Ved ko Abhi se kahin na kahin nafrat bhi hai kyunki Abhi usko hamesha ‘gyan pelta’ (Ved ki jubaan me) rehta hai..
Abhi ki height 5 ft 6 inches hai ..haan aapne sahi suna ..Manju Abhi se lambi hai ..
Koi bhi inhe dekhega tho kabhi nahi sochega ki ye husband/wife hain..
Abhi aur Manju ki jodi ki sabse khaas cheez ye hai ki dikhne me jitna bhi in donon me difference dikhe…ye ek doosre se be-intehan pyaar karte hain…
Ab aap log soch rahe konge ki Abhi ka Manju se pyaar karne ki baat tho samajh me aati hai lekin Manju kyun Abhi se itna pyaar karegi ….?
Iski vajah batane ke liye thoda sa Manju ki family ke baare me jante hain…
Manju ka janam US me hua tha …Manju ke parents:
Maya Sharma - 46 yrs
Dhiren Sharma - 65 yrs
— Flashback start —
Manju apne maa ki tarah khoobsurat hai lekin apni maa jaisa ghamand nahi tha..Usne apne pita ke sanskaar paye jinme badon ka aadar aur sabki sahayata karna usne bachpan se seekha hua tha…
Ye apne pita se bahut pyaar karti thi…iske Pita iske bahut ache dost the…
Dhiren aur Jairaj ke pita dost the .. Dhiren aur Jairaj bli dost the ..inki families me kaafi apnapan tha..
Dhiren aur Jairaj ek doosre se aksar baat karte the aur Dhiren apne Saare kaamon me Jairaj ki salaah leta tha…
Donon ne milke Business bei shuru Kiya tha lein phir ek din Dhiren US chala gaya aur paise kamaane ke chakka me..aur Jairaj yahaan akela pad gaya business me ..Jairaj ko Dhiren se is baat ko leke gussa raha hai ..
Dhiren ka US me acha business set hua partners ke saath aur wahaan uski shaadi Maya se hui..jo umar me usse thodi choti thi..
Maya se shaadi ke baad Dhiren ki Jairaj se baatcheet kam hone laga kyunki Maya Dhiren ko apne decisions khud lene ka sujhaav deti jo US ke market ke anusaar sahi rehega uski Business ke liye.
Dheere dhere in doston me thodi si doori paida ho gayi…lekin inki families kaafi baar mil chuki hain jab Dhiren aur Maya India aate the…Manju ke bachpan ke time me..
Abhi ko bachpan se hi Manju bahut pasand thi..aur Dhiren ko Abhi ek kaabil ladka lagta tha..
Maya jo ki khud ek Bala ki khoobsurat aurat thi…woh Abhi ya uski family se utna impressed nahi rehti…
Dheere dheere inka India aana jaana kam hote hote band bhi ho gaya…Manju 14 saal ki thi jab woh last India gayi thi…
Dhiren aur Jairaj ki utni baatein nahin hoti aur Jairaj Dhiren se thoda gussa bhi tha…lekin ..Dhiren aur Abhi ke beech kaafi parichay bad gaya tha itne saalon me….so Abhi ko Manju ki family ki saari updates regularly milte rehte the..Dhiren se..
Kuch saala aise hi guzar gaye …Manju jab 22 Saal ki thi uske Pita ka business me bada loss aaya kyunki uske partners ne usko dhokha diya tha..aur Dhiren Bankrupt ho gaya..
Isi beech Dhiren ka car accident ho gaya aur woh Hospital me maut aur zindagi ki jung lad raha tha..
Uș time pe Maya aur Manju ne bahut koshish ki paison ki madad ke liye…lekin unke koi dost ya family unki madad karne Aage nahin bade.
(Aage story me is flashback ko detail me bataoonga)
Maya ne desperation me Jairaj aur Madhavi se madad maangne ke liye unko phone kiya..lekin Jairaj jo abhi bhi gusse me tha..unki madad karne ke liye utna utsuk nahin tha…aur tho aur usne khari khoti suna di thi Maaya ko…..Maya jisko already Jairaj ki family se utna lagaav nahi tha..woh is phone call ke baad unse nafrat karne lagi
Lekin us phone ke baad Abhi ne Jairaj ko badi mushkil se convince karke Dhiren ke ilaaj ke liye paison ka bandobast karwaaya….
Sahi samay pe paison ke bandobast karke Abhi ne Dhiren ki jaan bachai……
baat Maya ko pata nahi thi ki Abhi ka uske pati ko bachane me kitna bada role hai....itni badi madad ke baad bhi usko lagta tha ki kisi ulterior motive se hi Jairaj ne unki madad ki hai..
Kuch bhi ho..is poore episode se Manju ne zindagi aur duniya ke kuch hard realities seekhi
Paison ke bina koi apna saga nahi hota..
Zarooratmand ko apin zaroorat poori karne ke liye dar dar ki thokren khaani padti hain..
Logon ki Achi aur burai unke chehron pe nahin likhi rehti..
Dhiren ke recover hone ke baad..Manju aur Dhiren ko pata chala ki Abhi ke bina ye sab kuch sambhav nahi tha…
Dhiren tho apni zindagi bhar Abhi ka aabhari tha…aur Manju ko Abhi me bhagwaan dikha..jisne sahi samay me uske pyaare paapa ko usko waapas diya..
Is baat ke baad ek din Dhiren ne Manju se baat kar raha tha aur bahut bhavuk tha…
Dhiren : ‘ Itni saalon ki menant ke baad jinko apna samjha…unhi logon ne dhoka diya aur hume raaste me khada kar diya’
itni badi zaroorat me bhi koi humori. Madad ke liye saamne nahin aaya..
Abhi nahi hota tho ……’
Dhiren rone laga..
Manju: ‘Papa don’t cry ..I can’t understand everything you are saying but I understand how painful this experience has been’
(Manju ko kaafi kam hindi aati hai ..woh ghar pe jyaadatar English me hi baat karti..aur ghar ke baahar tho Hindi istemal hi nahi hoti. Is baat ka is kahaani me Aage jaake asar maloom hoga)
‘ I agree that Abhi nahi hota tho…we would have lost you “
Dhiren : ‘I do not know how can we pay back Abhi for his help…kya karke uska Karz chuka sakoonga’
Manju ne Dhiren se kuch time pehle suna tha ki Abhi ko woh bahut pasand hai..lekin us time pe Manju ki zindagi alag mod pe thi aur usko Abhi ke baare me utna pata nahin tha..aur utna jyaada interest bhi nahi tha..kyunki..uski apni zindagi me Abhi se kaafi behtar options uske saamne the..
Manju : ‘Papa ..I remember you used to say ki Abhi likes me ….Am thinking mai kyun na Abhi se marriage karoon’
Maya jo ye baatein sun rahi thi..ekdum se chillayi…’Are you insane Manju…do.u know what you are saying…Abhi tumhare paanv ke joothi ke laayak bhi nahin hai..and you are talking about marrying him ?? “
Manju : ‘Mom - don’t get hyper…I thought it through….think about all the times you had asked for help and none of the friends and family helped us….when it was most needed Abhi was there…uski madad se hi aaj papa is back with us”
Maya : ’That doesn’t mean you will get married to him and throw your life away….when we get back into money lets pay him back” (Iska Matlab ye nahi ki tum usse shaadi karke apni zindagi barbaad karogi..jab Hum paise aayenge hum usko wapas kar denge)
Manju : ‘Mom ..stop measuring everything with money” (Maa sab baaton ko paison me mat too
‘papa is back with us and mai is baat se bahut happy hoon'
‘ I can’t imagine losing papa and Abhi helped us get papa back.’
Dhiren Manju ki baatein sunte hi dang reh gaya…usse apni beti pe bada naaz ho raha tha….usne kaha “ Manju are you sure of this? “(Manjju tum is baat pe pakki ho? )
Manju : ‘Yes papa…I owe this to Abhi..aap unse baat karke marriage ke baare me baat karo”
Iske baad…Maya ke kaafi baar is baat pe zid ki parvah na karte hue Dhiren ne Jairaj se Manju are Abhi ki shaadi ki baat ki aur kuch dinon baad India me un donon ki dhoom dhaam se ho gayi…
(Manju aur Abhi ke shaadi ka kissa vistaar me Aage kahaani me jaanenge ki Jairaj ne kaise Dhiren ki financial haalat jaante hue bhi uski beti se Abhi ki shaadi ke liye haan kar di….unki shaadi ke pehle Abhi aur Manju me kya baatein hui aur kya kya hua)
— Flashback end ——
Waapas aate hain Abhi aur Manju pe
Inki shaadi se leek aaj tak inme pyaar badtha hi raha hai..aur isi beech in donon ko ek doosre ko achi tarah samajhne ka mauka bhi mila ha
In donon ki achai , strengths. weakness etc….hum log aage kahaani me dekhenge..
Lekin aisi kuch secrets in donon ne apne baare me abi tak chupaye rakhen hai jo hum kahaani me jaanenge…
Manju pichle 4 Saalon me Abhi ki sirf dharam patni hi nahi thi ..uski sabse achi dost bhi thi..uski family aur health ka khayaal kaafi acht tarah se rakhne lagi..
Abhi apne Business me kafi busy rehta hai lekin apni patni ke liye hamesha waqt nikaalta…
Is kahaani me aage aur bhi characters aayenge jinka in donon ki zindagi pe kaafi bura asar padne waala hai….
Kahaani ko hum us waqt se shuru karenge jahaan se in donon ki zindagi me aur shaadi shuda jeevan me badlav aane waala hai…
Write a comment ...